1. Kya Rudraksha ko sote waqt utarna chahiye?
Ji haan, sote waqt sharir ko vishram dene aur Rudraksha ki pavitrata banaye rakhne ke liye ise sirhaane ya takiye ke niche rakhein.
2. Kya mahilayein ise dharan kar sakti hain?
Bilkul! Rudraksha bhagwan Shiv ka prasad hai. Mahilayein ise shuddh man aur niyam ke saath dharan kar sakti hain.
3. Asli Rudraksha ki pehchan kaise karein?
Asli Rudraksha mein natural dhariyan saaf dikhti hain. Mahashubh par aapko hamesha certified asli Rudraksha hi milte hain.
4. Kya hum ise kisi bhi dhage mein pehan sakte hain?
Rudraksha ko lal ya peele reshmi dhage mein pehnna sabse shubh hai.
5. Kya ise bathroom mein pehan kar ja sakte hain?
Shastron ke anusar, mal-tyag ke waqt Rudraksha ko utar dena chahiye taaki iski pavitrata bani rahe.
6. Kitne dino mein asar dikhna shuru hota hai?
Rudraksha ka prabhav dharan karne ke 21 se 40 dino ke andar mehsoos hone lagta hai.
7. Kya ek se zyaada Rudraksha pehan sakte hain?
Haan, lekin unka talmel (combination) sahi hona chahiye.
★★★★★
"Maine Rudraksha pehnana shuru kiya, man thoda shant rehta hai. Process bohot smooth tha."
- Saurabh Verma, Lucknow
★★★★★
"It helps me stay focused during work. Genuine quality product. Highly recommended."
- Mansi K., Delhi
★★★★★
"Calculation meri birth chart se match karti hai. Quality is excellent."
- Aditya S., Pune
★★★★★
"Life mein stability mehsoos ho rahi hai. Highly recommended to everyone."
- Ritu Sinha, Patna